Kumar Vishwas is one of greatest poet and shayar in current time of India .His poem on Pagli ladki and koi diwana kehta hai make him a big name in terms of shayari and poem india.
These two poem Pagli ladki and koi diwana kehta is reflect as best poem in hindi in modern era of literature.
![]() |
| Kumar Vishwas Poem on Pagli Ladki |
Photo me
hi uski good morning boli jati hai
Jab kamre
mein suraj ki kiran aane lagti hai
fir yaadon mein uski subha suhani lagti hai
hawaon mein bhi uski khusbu aane lagti hai
fir yaadon mein uski subha suhani lagti hai
hawaon mein bhi uski khusbu aane lagti hai
Tab us
pagli ladki ki yaad bahut aati hai .
Saari
raat facebook par guzrane lagti hai
Nind puri
nahi hoti aankhe sujne lagti hai
Sara
–sara din jab udas –udas sa rehta hun
Mujhe
bhuk nahi ,har baar maa se jab ye kehta hun
Ghar mein
fir mere rishte ki baat chalayi jati hain
tab uss pagli ladki ki yaaad bahut aati hai.
tab uss pagli ladki ki yaaad bahut aati hai.
Ghar mein
jab roz rishte vale aate hai
Aisa
lagta hai jaise mujhe niglene aate hai
Maa-baap
jab unse milne mujhe bulaate hai
Unke
bhole bhale chehre mujhe saitaan nazar aate hai
Jab mujhe
ladki ki tasveer dikhayi jaati hai
Tab uss
pagli ladki ki yaad bahut aati hai.
Bada bhai
jab kehta hai ki shadi kar ke ghar basa le
Mai kehta
hun ki mujhe pehle apna jivan banana hai
Choti-choti
khushiyon ke liye apna sapna nahi jalana hai
Tab uss
pagli ladki ki yaad bahut aati hai.
Read more
.jpg)
0 Komentar untuk "Kumar Vishwas Poem on Pagli Ladki"